Sunday 4 April 2010

Tum Bin Jiya Jaye Kaise


Tum bin kya hai jeena..
Kya hai jeena..
Tum bin kya hai jeena..

Tum bin jiya jaye kaise..
Kaise jiya jaye tum bin..
Sadiyon se lambi hai ratein..
Sadiyon se lambe huye din..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..

Phir sham tanhayi jagin..
Phir yaad tum aa rahe ho..
Phir jaan nikalne lagi hai..
Phir mujhko tadpa rahen ho..
Phir mujhko tadpa rahen ho..
Is dil mein yadon ke melen hai..
Tum bin bahot hum akelen hai..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..

Kya kya na socha tha maine..
Kya kya na sapne sajaye..
Kya kya na chaaha tha dilne..
Kya kya na arma jagaye..
Kya kya na arma jagaye..
Is dil se tufaan guzarte hai..
Tum bin na jeete na marte hai..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..
Aajao lautkar tum ye dil keh raha hai..

Movie : Tum Bin
Lyrics : Faiz Anwar
Singer : Chitra

No comments:

Post a Comment

Any song requests, suggestions and comments are always welcome. Thank you!