Wednesday 14 July 2010

Salam-e-Ishq Meri Jaan

Ishq waalon se naa poochho..
Ke unki raat kaa aalam..
Tanahaa kaise gujaratha hai..
Juda ho humsafar jiska..
Woh usko yaad karatha hai..
Naa ho jiska koyi wo milne ki fariyaad kartha hai..

Salaam-e-ishq meri jaan zara kabool kar lo..
Salaam-e-ishq meri jaan zara kabool kar lo..
Tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo..
Mera dil bechain hai..
Mera dil bechain hai humsafar ke liye..
Mera dil bechain hai humsafar ke liye..

Salaam-e-ishq meri jaan..

Main sunaoon tumhe baat ik raat ki..
Main sunaoon tumhe baat ik raat ki..
Chaand bhi apni puri jawani mein tha..
Dil mein tufaan tha ek armaan tha..
Dil ka tufaan apni rawani mein tha..
Ek badal udhar se chala jhoom ke..
Ek badal udhar se chala jhoom ke..
Dekhte dekhte chaand par chha gaya..
Chaand bhi kho gaya uske aaghosh mein..
Uff yeh kya ho gaya josh hi josh mein..
Mera dil tadpa..
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye..
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye..

Salaam-e-ishq meri jaan..

Iske aage ki ab dastaan mujhse sun..
Sun ke teri nazar dabdaba jayagi..
Baat dil ki jo ab tak tere dil mein thi..
Mera daawa hai hoton pe aa jayegi..
Tu masiha mohabbat ke maron ka hai..
Tu masiha mohabbat ke maron ka hai..
Hum tera naam sun ke chale aaye hain..
Ab dua de hamein ya tu de de zeher..
Teri mehfil mein ye dil jale aaye hain..
Ek ehsaan kar..Ehsaan kar..
Ek ehsaan kar apne mehmaan par..
Apne mehmaan par ek ehsaan kar..
De Duwayein..
De Duwayein use umre bhar ke liye..

Salaam-e-ishq meri jaan..


Movie : Mukaddar Ka Sikandar
Lyrics : Prakash Mehra
Singer : Lata ji, Kishore Kumar

No comments:

Post a Comment

Any song requests, suggestions and comments are always welcome. Thank you!